Kuch khaab dekhe hain Kuch rang soche hain
Ab maine kal apne Tere sang soche hain
Is raah me jab bhi Tu saath hoti hai
Kisson ke panno si Har baat hoti hai
Rooh jo hui meri fida To pal me uthi koi sada
Ke dil se hua juda juda Toota mai is tarah
Sadka kiya yun ishq ka Ke sar jhuka jahan deedar hua
Sadak kiya yun ishq ka Ke sar jhuka jahan deedar hua
Tere mudne se sooraj mud gaya Tere roshni ke saaye meMai dhoop si khili
Mera aasmaa bhi chhota pad gaya Mujhe jab se hai baahon me teri panaah milee
Wo thehri teri adaa adaa Ke ruk bhi gaya mera khuda
Tu mujhpe hai ye asar hua Toota mai is tarah
Sadka kiya yun ishq ka Ke sar jhuka jahan deedar hua
Sadka kiya yun ishq ka Ke sar jhuka jahan deedar hua
Kuch khaab dekhe hain Kuch rang soche hain Ab maine kal apne
Teri khushboo me bheege khat mile Teri rang ke siyahi se likhe padhe sune
Teri baaton ke wo saare silsilay Meri dil ki kahani se kahe sune bune
Mai kar sakoon bayaan bayaan Ke chupp se hui meri zubaan
Ye dil mehmaan hua hua Toota mai is tarah
Sadka kiya yun ishq ka Ke sar jhuka jahan deedar hua
Sadka kiya yun ishq ka Ke sar jhuka jahan deedar hua
Kuch khaab dekhe hain Kuch rang soche hain
Ab maine kal apne Tere sang soche hain
Is raah me jab bhi Tu saath hoti hai
Kisson ke panno si Har baat hoti hai
Rooh jo hui meri fida To pal me uthi koi sada
Ke dil se hua juda juda Toota mai is tarah
Sadka kiya yun ishq ka Ke sar jhuka jahan deedar hua
Sadka kiya yun ishq ka Ke sar jhuka jahan deedar hua...
2 comments:
i know the way it feels to keep seeing a loved one in everyone else, movies or otherwise and from my limited hindi, this was very moving
-loshini
oh i love dis song....esp..."Ab maine kal apne Tere sang soche hain"
Post a Comment